Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Users Discussions
Indian D Class Actor Feroz Khan nay recently PAKISTAN visit kia with ferdeen khan and manisha koirala or aik shaaam aik taqreeeb main us nay sharaab peee ker pakistan kay khilaaaf kaaafi bakwas ki ..................buhat bura bhala kaha pakistan kay khilaaaf us taqreeeb kay host thay FAKHR-E-AALAM jo kay aik flop pop singer hain ...........aaaaj kal hosting ki mattt maar rahay hain .............compere bun chukay hain .............khair yeh acha huwa kay FAKHR-E-AALAM nay acha kia kay feroz khan say argue kia is baat per kay aaaap yeh baaatain achi nahi kar rahay hain yeh mahmaaan ko zaib nahi daita hay kay woh aisai buri baatain karay ..................khair. phir kia hona tha .............news paper main is matter ko kaafi uchala gaya............. khair woh to sirf naaaam kay muslims hain kyon kay hain he kunjer type kay woh log.....................Feroz khan ki apni daughter Hirithik Roshan ki wife hay ..................ab daikh lain khud he kitnay naaaam kay muslims hain yeh log......